- Jisey tum chahte ho uski sab se khaas saheli ko apni behen bana lo. Ek baar ye kaam ho gaya to baaki ka saara kaam uski saheli yaani ki tumhari behen hi kar degi. Use bhi to bhabhi chahiye.
- Uske mata-pita se apni jaan pehchan gehri bana lo. Kisi bhi bahane se unko roz ya to milne chale aao ya fir phone karlo. Unke dil mein ghar bana lo. Unki nazar mein ek susheel-honhaar ladke ban jao jo unki ladki ke liye ekdum badiya hai.
- Jab bhi usse milo to sharmaana bilkul mat. Ladkiyon ko sharmeele ladke bilkul bhi pasand nahi aate. Hamesha uska haath pakad kar, aankhon mein aankhen daalkar hi baat kiya karo. Pet mein titliyan ud rahi ho fir bhi ekdum vishwaas se khade rehna.
- Ladkiyon ko hatte-katte aur chaudhe seene waale ladke pasand aate hain. Isiliye koi achha sa gym join karlo aur apni body banakar uske saamne dosti ka haath badao. Wo tumhe mana nahi kar paayegi.
- Jab bhi use milo to alag-alag gaadi/bike ke saath milna. Apne doston se unki gaadi/bike udhaar le liya karo ek din ke liye. Use lagega ki tum karodpati se kam nahi aur wo pat jayegi.
- Tumhe jo ladki pasand hai, jaakar uski saheliyon ki khoob tareef karo. Wo sochegi ki unmein aisi kya baat hai jo usmein nahi. Aur khud hi tumhari taraf khinchi chali aayegi.
- Use bata do ki zindagi mein sabse zyaada tum humein maante ho. Pyaar ke liye nahin par tum hamari bhakti mein jaan nyochhavar kar sakte ho. Ye baat batane se tumhara aadha kaam to wahin ho jaayega. Wo maan jayegi ki tum jaisa aur kahin nahi.
College ki ladki ko patane ke tarike
- larkiyo ko kaise pataye
- Kabhi bhi apni pareshaniyan use mat batao. Koi bhi ladki aise ladke se pyaar nahi karti jiski zindagi mein dher saari pareshaniyan hoti hain. Isiliye use is tarah se baat karo ki tum is duniya ke sabse khuskismat insaan ho. Bhale tumhara naam kangaalon mein pehla aata ho.
- Unke Diye Hue Gift Ki Tarif Jarur Kare, Tarif Karna Deep Me Ghee Dalne Ke Saman Hai.
- Agar Ladki Aapse Kuch Mange To Use Jarur Pura Karne Ki Koshish Kare, Isse Ladkiyan Aapse Itni Impress Hongi Jiski Aap Imagine Bhi Nahi Kar Sakte.
- Agar Ladki Aapki Neighbor Ho To Roz Subah Unko Dekhte Hi Good Morning Jarur Kahe.
- Ladkiyon Se Pehle Dosti Karo Baad Me Unse Apne Dil Ki Baat Kahna, Pyar Ke Mamle Me Patience Se Kaam Le.
- Uppar ka koi tarika kaam na kare to apne mata-pita se kaho ki uske mata-pita se tumhari shaadi ka prastaav rakh de. Jo kaam tum nahi kar paaye, shayad bade-bujurg kar de…

Umair friend
जवाब देंहटाएं+923032494382 h am single boy age 25 any nice single girls i am friendshp contc me. Devorcd girls .doctr. Nrus. Teachr. Madm. Anty .hostis. Hoswif. Collg .univrsty girls.